Home People Tousif Reza mesmerises us with his Hindi Shayaris!

Tousif Reza mesmerises us with his Hindi Shayaris!

0
Tousif Reza

Tousif Reza is a Google published Hindi author and poet commonly known in people’s as KING OF words REZA ( LAFZON KA BADSHAH REZA)He have been part of more than 500 anthologies and 240 open mic and He is the compiler of KUCH UNKAHE ALFAAZ BOOK and also won the title of MR WRITER OF THE YEAR for 2021 He is an BRAND AMBASSADOR of SPC media and also the PROJECT HEAD of INK ZONE PUBLICATIONS and also TEAM MANEGER OF LOST PEARL PUBLICATION and judge for open mic events of DWP PUBLICATION and JURY OF SHAERON KI MEHFIL foundation…

ONE OF THE MOST LOVELY SHAYERI OF TOUSIF REZA WHICH PEOPLE LIKED THE MOST

Best Hindi Shayari by Tousif Reza

Itna tanha kiun hogaya hoon my ,
Tumse duor kiun hogaya hoon my,
Bin tumhare aab jee nahi lagta,
Itna majbur kiun hogaya hoon my…..

ON COUNTRY INDIA


Ye ganga jamuna lal kila aur Taj yahan ki shan rahe ,
Dushman ko bhi jo lagalen gale ye is desh ki pehchan rahe ,
Hotoon pa Hind ka naam rahe jab tak is jism main jaan rahe,
Reza ye tumhara tan maan dhan sab Bharat per khurban rahe …

SAD SHAYARIES


Zeher ko paani banane main lagi hai dunyan ,
Sab ko kamzor banane main lagi hai dunyan,
Apne imaan ki ache se hifazat kerlo ,
Ek Sanp ko saathi bana ne main lagi hai dunyan…

Wo shakhs isterha meri nighaon se girgaya aaj
Jaise koi shaitaan fariston se dergaya aaj
Pyar beinteha tha aur nafrat bhi aaise ki usne ,
Yaar sach main wo mere dil se utergaya aaj,
Aur isterha aazaad howa uske pyar ke sajish se my,
jaise koi pangchi pingere se udhgaya aaj..

ON MOTHER’S


Kisi ke nasheli nighaen hain mere uper,
bahoot see zehrili hawaen hain mere uper,
Mujhe nahi lagata darunga kisi bhi sajish se my, humesha meri maa ki duayen hai mere upar …

ON LOVE


Na asmaan na Chand na sitare ki doa mangi hai ,
Na hum dono ke mohabbat ki kinnare ki doa mangi hai ,
Tu umer bhar jisne na manga hai khuda se kuch bhi ,
Usne bass aapke aane ki doa mangi hai..

NO COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Exit mobile version